Uske Sabar ka fal koi aur hi kha gaya.
Ghar waale ,master,teachers sab bolte rahe,
Ki sabar ka fal meetha hota hai.
Ye soch ke mere bhai ne,
7 saal wait kia,
Na usko kabhi propose kia,
Lekin usi ka bss wait kia.
Baat usse na kar paye,
Izhaar kbhi na kar paaye,
Na dil inka kahi aur laga,
Na shukla g se maamla fit hua.
Kabhi na hui qubool inki dua,
Kyu ki wo na thi inki dua,
Sabar ka phir yu hua,
Pandit ke kaan pe na rengi jua,
Chuna inko koi laga gya,
Pandit rehh gaye sabar chaat ke,
Ki fal chaba koi kha gaya,
Bullet par ghuma gaya,
Maje wo sab uda gaya.
-Nikkey_Durgesh
Ki sabar ka fal meetha hota hai.
Ye soch ke mere bhai ne,
7 saal wait kia,
Na usko kabhi propose kia,
Lekin usi ka bss wait kia.
Baat usse na kar paye,
Izhaar kbhi na kar paaye,
Na dil inka kahi aur laga,
Na shukla g se maamla fit hua.
Kabhi na hui qubool inki dua,
Kyu ki wo na thi inki dua,
Sabar ka phir yu hua,
Pandit ke kaan pe na rengi jua,
Chuna inko koi laga gya,
Pandit rehh gaye sabar chaat ke,
Ki fal chaba koi kha gaya,
Bullet par ghuma gaya,
Maje wo sab uda gaya.
-Nikkey_Durgesh
Comments
Post a Comment