Tahzeeb Hafi Poetry
Khaakh hi khaakh thi,aur khaakh bhi kya kuch ni tha,
Mai jab aya to mere ghar ki jagah kuch nahi tha.
Kya karu tujhse khayanat nahi kar sakta mai,
Warna mere liye uss aankh me kya kuch nahi tha.
Ye bhi sach hai ki usne kbhi mujhse kuch na kaha,
Ye bhi sach hai ki uss aurat se chupa kuch na tha.
Abb wo mere hi kisi dost ki mehbooba hai,
Mai palat jata magar piche bacha kuch ni tha.

Comments
Post a Comment