Dekhna kya wo online hai Ali Zaryoun Poetry
Jaagna aur jaga ke soo jana,
Raat ko din bana ke soo jana.
Text karna tamaam raat uske,
Ungliyon ko bada ke soo jana.
Dekhna kya wo online hai,
Dekhna,muskura ke soo jana.
Aur phir mai ghar der se aaya,
Aaj phir muhh bana ke soo jana.
Jab mujhko waqt pe jagana ho,
Apna kaandha hila ke soo jana.
Lo aj phir khana ni khaya maine,
Tum bhi gussa ke soo jana.
Raat ko din bana ke soo jana.
Text karna tamaam raat uske,
Ungliyon ko bada ke soo jana.
Dekhna kya wo online hai,
Dekhna,muskura ke soo jana.
Aur phir mai ghar der se aaya,
Aaj phir muhh bana ke soo jana.
Jab mujhko waqt pe jagana ho,
Apna kaandha hila ke soo jana.
Lo aj phir khana ni khaya maine,
Tum bhi gussa ke soo jana.
Comments
Post a Comment