Har Inssan se Raasta na Puch, Bhatak Jayega,Waqt Bura Kitna Bhi Ho Guzar Jayega.
Aisa nahi ki bss tumse door hu,
Yaar abb to mai nahi apne paas bhi hu.
Tumse door jaane ka soch ke bukaar aa jata tha,
Khud soch ki kesa hu mai aur kiss haal me hu.
Aisa to nahi hai ki teri taad abb nahi aati thi ,
Aati to abhi bhi roz hai lekin kuch baaton ka na kaha jana hi behtar tha,
Aaisa toh nahi hai ki hame tum par yakeen nahi tha,
Par shayad tumko agar ek baar ke liye bhi ham pe yakeen aaya hota to baaton ka matlab hi aur tha.
Aisa bhi nahi hai ki log mere sath ni hai wo jo aapko jaante hai,
Lekin kaash tumko bhi meri tarah farak hi na pada hota logo ki baaton ka,
Kaash ki tum aati hi na logo ki baaton me,
Teri galti pe mai khud sorry aj bhi bol sakta hu mai,
Lekin kaash tum bhi kabhi samjh paati logo ki sacchai aur hame.
Aisa to nahi tha ki galat mai kabhi kuch soch nahi sakta,
Lekin logo ki baaton me aakar mai tumko kuch karne se rokk nahi sakta.
Dekhte dekhte apne beech dekh ye dinn bhi aa gaya,
Tera chote sa saq mera saccha pyar udaa le gaya.
Phir laga lenge tumse dil agar tumne di izazat,
Aisa ni hai ki dil dia tumhe aur wahi bhool ke aa gaya.
Happy Rose Day to You.
-Nikkey_Durgesh
-Durgesh Singh Lucknow wale)

Comments
Post a Comment