deadly principal by *durgesh*- life changing motivational lines.
*khud ko kbhi kisi se campare na krna.*
kya nahi h,iska rona kabhi ni rona.
*apni choti choti galtiyo ko kbhi nazar andaaz matt krna kabhi.*
karam ka fal bhogna hi padega.
*aap aaj jo ho,apni habbits ki wajah se hi ho.*
khud par hamesha vishwash rakhna.
*samay barbaad karna paap hai.*
galat vichaar kabhi dimaag me aane hi na dena.
*jaise log hain tere sath,tu waise hi bn jayega ek din.*
apni zindagi ke kuch Target fix kar lo,ki ye to krna hi hai marne se pehle.
*life me aage badhna hai to kisi ki parwaah matt karna.*
hamesha jisne bhi life me aapki help ki ho,unke aabhaari rehna.
*safal hone ke liye asafal hona hi padega.*
duniya me kuch impossible ni hai.
*kisi kaam ko karne me kabhi jyada dimaag matt lagana.*
ye dekhna ki aapki life ki gaadi koi aur to ni chala raha hai.
*thanks.*

-Durgesh Singh
Comments
Post a Comment