Na,mai to ni maanta...
yr ek baat btao...
tum dil dukhaane ko pyar kehti ho?
raubb jatane ko pyar kehti ho?
gussa kar ke apno ko hi heart karti ho...
tum rulaane ko pyar kehti ho?
koi khushi se kar de kaam hamara maja to iss baat me hai na?
par jo khauf me sab kuch karta hai...
tum darane ko pyar kehti ho?
gairon se galti ho jaaye to it's ok... maaf kia !
to apno ke liye punishment kyu?
tum satane ko pyar kehti ho?
2 pal ki zindagi me har pal sath nibhana hai...
ye badi badi baatein karti ho...
tum baar baar ruth jaane ko pyar kehti ho?
pyar gusse se ni kia jata janab...
pyar,pyar se kia jata hai...
gussa karna to bayen hath ka khel hai...
jo phir bhi na kare wahi to saccha dilwala kehlata hai...
OK...
-Durgesh Singh

Comments
Post a Comment